Ravayat
sarkon par rotay peettay log dekhain hain
har tarf lashon key anber dekhain hain
bachay rakh key sadk pey roti hui maayain
har janib bhool sey nidhel itlaaf dekhain hain
roti, kapda aur makaan key naroon talay
pestay hway awaam khuwaar dekhain hain
vote ka istimaal taaqat hai laikin
hukumaton key badaltey howay andaaz dekhain hain
mudaton sey mehw-e-fikr hain zahra
sadion sey unhi sehr-o-ayaan dekhain hain
poem by my sis
fatima tul zahra







